x

Blog/Website को Google के First Page पर Rank कैसे करे

Kya aapke blog ya website google ke first page par aane me dikkat ho rahi hai, aur aapko lagta hai ki - ' Google akhir mere blog se chahta kya hai? '. ye problem har new blogger aur website owner ko hota hai, jo apni site ko google par rank karna chahta hai.

Google par website ya blog ko first rank par lana bahut mushkil kaam nahi, agar aap basic seo ka knowledge rakhte ho.

website ko google ke firstpage par rank kaise kare, blog google par fast rank kaise kare,blogging, seo, seo सीखें हिन्दी मे, advance seo techniques in hindi, advance seo training in hindi, seo tutorial in hindi, learn seo in hindi,


Agar aapke sath bhi aisa ho raha hai, ki bahot good post apne blog par hone ke baad wo google ke first page par nahi aa rahe. to aap is post ko ant tak dhyan se padhe. is post me ham janenge ki kuch basic seo tips ko follow karke new ya old website/blog ko google par kaise fast rank par late hai.

22 Instant On Page SEO Techniques in Hindi

Off Page Seo Kya Hai | Ultimate Off-Page Seo Techniques in Hindi

On Page SEO Kya Hai - 16 Best On-Page Seo Techniques in Hindi



How to Rank Fast on Google - New Or Old Website Blog


1. Low-Competition Keywords Ka Use Kare

website ko google ke firstpage par rank kaise kare, blog google par fast rank kaise kare,blogging, seo, seo सीखें हिन्दी मे, advance seo techniques in hindi, advance seo training in hindi, seo tutorial in hindi, learn seo in hindi,


New blog ya website banate samay keyword research karna bahut important hai. new bloggers sabse badi galti ye karte hai ki, wo dusre successful blogs ko dekh kar ke blogging start karte hai, aur unke jaisi hi post likhte hai aur unke jaise hi keyword ka use karte hai.

Jisse new blog ko google par high rank milna bahut muskil ho jata hai, aur website ki traffic increase nahi hoti. so agar aapne bhi aisa kiya hai ya new blog par work karna chahte hai to keyword research sabse pahle keyword research me apna time spend kare.


High competition keyword ke sath new blog ko rank karna bahut kathin hai, aur time bhi bahut lagta hai. aap keyword research karte samay aise keyword ki khoj karen jinka competition low ho aur search volume bhi good ho.

Har ek niche ke liye aapko aise keywords asani se mil jayenge. bas aapko high competition keywords ke sath low competition keywords use karna hai.

Aisa karne se aapke blog ko first page par lane me bahot asani hogi aur aapki site ki traffic bhi increase hogi.

Keyword research ke liye aap starting me Google Keyword Planner ka use kar sakte hai, jo bilkul free hai.

SEO Kya Hai | Learn Complete Search Engine Optimization in Hindi

2. Long-Tail Keywords Ka Use Karen

website ko google ke firstpage par rank kaise kare, blog google par fast rank kaise kare,blogging, seo, seo सीखें हिन्दी मे, advance seo techniques in hindi, advance seo training in hindi, seo tutorial in hindi, learn seo in hindi,


Short-Tail main keywords ke mukable Long-Tail Keywords ka use karna blog ka use karna blog ki ranking ke liye bahot faydemand hota hai. 

Long-Tail Keywords ka matlab aise keywords jinne kamse kam 3 word ka combination ho, aur wo targeted audience ko direct connect kar sake.

Aise keywords ko find karne ke liye aap Google Keyword Planner ya kisi anya keyword research tool ka use kar sakte hi.

Long-Tail Keywords ka use karne se website ko rank karne me bahut aasani hoti hai, aur website ki traffic bhi boost hoti hai.

Ghar Baithe Online Paise Kaise Kamaye - 10 Best Internet Jobs

3. Good And Original Content Create Karen

website ko google ke firstpage par rank kaise kare, blog google par fast rank kaise kare,blogging, seo, seo सीखें हिन्दी मे, advance seo techniques in hindi, advance seo training in hindi, seo tutorial in hindi, learn seo in hindi,


Users aur google original unique content ko sabse jyada pasand karta hai. so fast ranking ke liye aisa contect create kare jo original aur unique ho.

Post ki liye research karte samay ham kai blogs aur website ka use karte hai, wo sahi hai. lekin post likhte samay ye dhyan rakhna bahut important hai ki kahin aap research kiye posts ki direct ya indirect copy to nahi kar rahe hai. post likhte samay apni original style me hi likhe.


Unique post ke sath aisi post likhe jisse users ko uska benefits mil sake. post ko complete detail ke sath likhen, sirf keyword ko rank karvane ke chakkar me aisi post na likhe jo user ke liye bekar ho.

Point To Point, Step By Step Guide aisi post ko users, normal boring post se jyada padhna pasand karte hai. aur google bhi aisi post ko jyada mahatva deta hai.

Top 35+ Paise Kamane Wale Apps in India - Android And iOS Apps

4. Fresh Content Create Kare

website ko google ke firstpage par rank kaise kare, blog google par fast rank kaise kare,blogging, seo, seo सीखें हिन्दी मे, advance seo techniques in hindi, advance seo training in hindi, seo tutorial in hindi, learn seo in hindi,


Blog ke niche ke hisab se aap aise topics ko find karte rahiye jinpe aap fresh post write kar sake. fresh content user ko sabse jyada pasand aata hai aur google par bhi rank bahut jaldi ho jata hai.

Fresh content ke liye new ideas find karne ke bahut sare tarike hai, jaise ki aajkal trending me kya chal raha hai, news paper ya magazines padhke, facebook group me ho rahe discuss se, kisi nayi chiz ka review, blog ke comment se aa rahe questions se etc.. 

5. Responsive Design Ka Use Karen

website ko google ke firstpage par rank kaise kare, blog google par fast rank kaise kare,blogging, seo, seo सीखें हिन्दी मे, advance seo techniques in hindi, advance seo training in hindi, seo tutorial in hindi, learn seo in hindi,


Blog ya website ka templete responsive hona, google par first rank prapt karne ke liye bahut important hai. 

Responsive design ka matlab hai ki, aapki website ya blog mobile, computer ya any devices me sahi tarike se open ho. user ko aapka content padhne me asani ho, images aur videos bhi sahi tarike se har device me display ho.

Aaj kal lagbhag sabhi template responsive design ke sath hi aate hai, phir bhi aapko ye check karna zaroori hai ki, aapki website har device me sahi tarike se open ho rahi hai.

Responsive design check karne ke liye aap alag alag device me website ko open karke check kar sakte hai. agar aapke pass devices nahi hai to aap Google Chrome ya kisi bhi browser me ye asani se check kar sakte hai.

Google Chrome me responsive design check karne ke liye aap niche diye gaye steps ko follow karen.

Step 1 : Sabse pahle apni website ko open karen.

Step 2 : Ab right click karke Inspect par click karen. ya phir CTRL+SHIFT+I press karen.

Step 3 : Ab right side me Inspect Window Open hoga. 

Step 4 : Usme top pe main menu me dusre number ke icon jo mobile aur tablet akar ka hoga us par click karen.

Step 5 : Ab aapka page mobile size ke window me aa jayega. aap use alag alga device ke options select karke reload kar kar ke check kar sakte hai.

6. User Experience Ko Behtar Kare

website ko google ke firstpage par rank kaise kare, blog google par fast rank kaise kare,blogging, seo, seo सीखें हिन्दी मे, advance seo techniques in hindi, advance seo training in hindi, seo tutorial in hindi, learn seo in hindi,


Apki website ya blog par ane wale user ka experience kaisa hai use check karen, uska pata lagane ke liye aap Google Analytics ka use kare.

Google Analytics se aapko bahut kuch pata chal sakta hai, jaise ki users aapki website pe kitna time spend karte hai, kon kon si post sabse jyada populer hai, kon kon si post par users ko boring lagti hai, kon kon se location me aapki website sabse jyada visit ki jati hai.. etc..

Sabse pahle to aapko aisi posts ko find karna hai, jinka view time bahut kam hai. aur aisi posts ko dhyan se read karne ke baad unme jo bhi khamiyan hai use door karke post view time increase kar sakte hai.

Iske alava site ka navigation bhi, user experience par bahut impact dalta hai. site ka navigation bahot saral rakhe jisse users ko jankari khojne me asani ho.

7. Load Time Ko Speed Up Karen

website ko google ke firstpage par rank kaise kare, blog google par fast rank kaise kare,blogging, seo, seo सीखें हिन्दी मे, advance seo techniques in hindi, advance seo training in hindi, seo tutorial in hindi, learn seo in hindi,


Aaj ke high competition time me aapki site agar load hone me bahut slow hai, to uska google ke first page par hona bahut mushkil hai.

Site ki speed check karne ke  liye bahot sare free tools hai, jin ka use karke aap apni site ka loading time pata kar sakte hai.

Blog ka template aisa select karen jo simple ho, kyunki jyada design wali themes me javascripts ka bahut use hota hai. aur badi javascripts load hone me bahot time leti hai.

Site ki speed increase karne ke liye aap images ko compress karna, cdn network ka use karna ya phir apni site ke liye template ko khud edit karna jaisi kuch things ka dhyan rakhna hota hai. 

8. Social Signal Increase Kare

website ko google ke firstpage par rank kaise kare, blog google par fast rank kaise kare,blogging, seo, seo सीखें हिन्दी मे, advance seo techniques in hindi, advance seo training in hindi, seo tutorial in hindi, learn seo in hindi,


Aap Ki site ka social media par achha prabhav, google par high rank hasil karne me aapki bahut help kar sakta hai.

Facebook par page, twitter par, google plus aur pinterest par aap apni site ko links ko regular share karte rahiye. jisse aapko social traffic bhi milegi aur search par bhi aapki site jald rank hone me madad milegi.

Apne niche me aap aisi post ko find kijiye, jinka social media par sharing jyada ho. buzzsumo ki help se aapko aisa topic mil jayega, jis par post likh kar aap social share badha sakte hai.

9. Grammar Mistakes Sudhare

website ko google ke firstpage par rank kaise kare, blog google par fast rank kaise kare,blogging, seo, seo सीखें हिन्दी मे, advance seo techniques in hindi, advance seo training in hindi, seo tutorial in hindi, learn seo in hindi,


Google grammar mistakes wale pages ko jyada pasand nahi karta, so aap jo bhi post likhe usme ye dhyan rakhe ki grammar mistakes na ho.

10. High Quality Backlinks Banaye 

website ko google ke firstpage par rank kaise kare, blog google par fast rank kaise kare,blogging, seo, seo सीखें हिन्दी मे, advance seo techniques in hindi, advance seo training in hindi, seo tutorial in hindi, learn seo in hindi,


Google par first page par fast website ko lane ke me backlinks bahot help kar sakti hai, so aap apni site ke liye jyada se jyada high quality backlinks build karen.

High quality backlinks pane ke bahut sare tarike hai, jaise ki directory submission, form posting and commenting, social media se, guest posting etc..

Apne niche ke blog par comments karke backlinks pana sabse saral aur asan tarika hai, dofollow aur nofollow ki parwah kiye bina aap apne niche ke blogs par regular comments karte rahiye.

Google par first page par lane ke liye waise to bahot sare factors hai, lekin is post me diye gaye simple steps ko follow karke aap site ko fast rank par lane me apko help hogi.
Blog Or Website Ko Google Ke First Page Par Kaise Rank Kare is post ko pura padhne ke liye aap ka dhanyawad. Blogging, Seo Aur Tech related questions aap comment section me puch sakte hai. agar ye post aapko helpful lage to share karna na bhule.