x

Facebook Page कैसे बनाए - How Setup FB Page in Hindi

Facebook Page facebook ki free service hai, jisme aap apna business ya brand page create kar sakte hai. facebook page ke bahut sare benefits hai.to chaliye jante hai facebook par apna fan page kaise banaye.

how create facebook page in hindi, facebook page kaise banaye puri jankari hindi me, how setup facebook page in hindi, facebook business pages ka setup kaise karen


Is post me ham facebook page kaise banate hai ,facebook page banane ke baad usme kya kya setup karte hai aur facebook page ke kya kya features hai uske bare me detail me janenge.

ब्लॉग कैसे बनाए | Step By Step Guide in Hindi ( Sirf 5 Minutes Me )

घर बैठे ऑनलाइन पैसे कैसे कमाए

पैसा कमाने के लिए बेस्ट 35 Apps

How Create Facebook Page in Hindi - Step By Step Guide


Step 1 : Apne browser me Facebook Page Create Page Open Karen.

how create facebook page in hindi, facebook page kaise banaye puri jankari hindi me, how setup facebook page in hindi, facebook business pages ka setup kaise karen


Step 2 : Ab aapko 6 types ke page create karne ke options dikhai denge. jinme se aap kis tarah ka page create karte hai wo select karna hota hai.


Facebook Page Options Me Konsa Options Select Karen.


1. Local Business Or Place : Is page option me aap apne local business ya store ke liye location ke sath page create kar sakte hai. example : coffee shop, mobile shop, temple etc.

2. Company, Organization or Institution : Kisi company, organization ya institution ke liye page create karne ke liye aap is option ka use kar sakte hai. is option me aapko bahut sari categories mil jati hai, jaise ki school, university, Internet company etc. 
   
3. Brand Or Product : Kisi specific product ya brand ka page create karne ke liye aap is option ka use kar sakte hai. is me aap jis tarah ke brand ya product ka page banana chahte hai, uski category select kar sakte hai. example : App page, Electronics, Mobile/Tablets etc.

4. Artist, Band or Public Figure : Kisi specific person ke liye page create karne ke liye aap is option ka use kar sakte hai. aapko apne naam ka page create karna ho to is option ka use karen. aap kisi celebrity ka page bhi create kar sakte hai. 

5. Entertainment : Kisi fun page ko create karne ke liye aap is option ka use kar sakte hai. 

6. Cause or Community : Kisi specific community ka page create karne ke liye ye option best hai.

Step 3 : Aap kis tarah ka page create karna chahte hai, wo option select kar le aur uski category and sub category ko select karne ke baad Get Started par click karen. is tutorial me ham ek website ke liye page create karna ke bare me janenge. 

how create facebook page in hindi, facebook page kaise banaye puri jankari hindi me, how setup facebook page in hindi, facebook business pages ka setup kaise karen


Step 4 : Page options me aap Brand or Product me Website category select karen. 

how create facebook page in hindi, facebook page kaise banaye puri jankari hindi me, how setup facebook page in hindi, facebook business pages ka setup kaise karen


Step 5 : Ab Page ka name type karen. Aur Get Started par click karen.

how create facebook page in hindi, facebook page kaise banaye puri jankari hindi me, how setup facebook page in hindi, facebook business pages ka setup kaise karen


Step 6 : Ab Page ka profile picture upload karne ka window open hoga. agar aapke pass profile picture ready hai to use upload karke set kar de warna Skip par click karke aage badhe.

how create facebook page in hindi, facebook page kaise banaye puri jankari hindi me, how setup facebook page in hindi, facebook business pages ka setup kaise karen


Step 7 : Next facebook page ka cover photo upload karna hota hai. agar aapke pass cover photo ready nahi hai to aap baad me bhi upload kar sakte hai..



Step 8 : Next aapka Facebook Page ready hoke open hoga.

Facebook Page Banane Ke Baad Kya Kya Setup Karen :


Facebook page banane ke baad Page ka description, user name, short description, page ka template, page ki audience kaise basic chizon ko set kar le.

Sabse pahle aap page ke Left Side Menu me jakar ke About Tab par click kare.

how create facebook page in hindi, facebook page kaise banaye puri jankari hindi me, how setup facebook page in hindi, facebook business pages ka setup kaise karen


About Tab me aapko bahut sare options mil jayenge, aapke page ke bare me aur jankari fill up karne ke liye. 

About Section me fill up karne ke baad aap aur settings karne ke liye Top Menu ke niche Setting Par Click Kare.

how create facebook page in hindi, facebook page kaise banaye puri jankari hindi me, how setup facebook page in hindi, facebook business pages ka setup kaise karen


Setting section me aapko bahut sare options milenge, jinme aap apne page ki sahi setting kar sakte hai.

how create facebook page in hindi, facebook page kaise banaye puri jankari hindi me, how setup facebook page in hindi, facebook business pages ka setup kaise karen


Facebook Page Ke Main Features :


1. Facebook page par facebook id ki tarah photos,videos aur text post kar sakte hai.

2. Aapke business ke liye review prapt kar sakte hai.

3. Agar aap busy hai to aap auto message reply ka use kar sakte hai.

4. Page Ki Post aur Page par kya kya hua, jaise ki likes, shares, kon se location me aapka page par log jyada active hai uska pura data aap Insights section me dekh sakte hai.


Facebook Page Kaise Banaye - How Setup FB Page in Hindi is post ko pura padhne ke liye aap ka dhanyawad. Facebook page se related koi bhi doubt ho to aap comment me puch sakte hai. aur agar ye post helpful lage to is apne friends ke sath share kar ke sabki help karen.