x

Facebook Par Kisi Bhi Account (ID) Ko Block And Unblock Kaise Kare

Facebook par kai baar hame aise logo se apne profile ko safe rakhna padta hai, jo hame facebook par jyada disturb karte ho. jaise ki koi galat id bana kar aapko hateful messages bhejte ho, aap ki post par galat comments karte ho, aapko galat photos me tag karte ho ya phir aise friends jinhe aap fb pe jyada dekhna pasand nahi karte ho.to chaliye jante hai kisi bhi ko facebook par block kaise kare aur kisi block fb id ko unblock kaise karte hai. 

facebook par block kaise kare, facebook par unblock kaise kare, how block someone on facebook, how to unblock someone on facebook in hindi


Aise facebook id se apne profile ko safe rakhne ke liye, facebook ne ek option diya hai. facebook par unhe block karke aap apne profile ko jyada safe rakh sakte hai. aur jaroor padne par unhe phir se unblock kar sakte ho.



Is post me ham detail me janenge ki facebook par block aur unblock kaise karte hai.


How To Block Someones Facebook Account in Hindi


Step 1 : Sabse pahle apne browser me Facebook site open karen.

facebook par block kaise kare, facebook par unblock kaise kare, how block someone on facebook, how to unblock someone on facebook in hindi


Step 2 : Ab aap Friend ko block karna chahte hai, uska profile open karen.

facebook par block kaise kare, facebook par unblock kaise kare, how block someone on facebook, how to unblock someone on facebook in hindi


Step 3 : Ab Cover Photo ke right side me niche Message ke baju wale option ko open karen.

facebook par block kaise kare, facebook par unblock kaise kare, how block someone on facebook, how to unblock someone on facebook in hindi


Step 4 : Ab usme se Block par click karen.

facebook par block kaise kare, facebook par unblock kaise kare, how block someone on facebook, how to unblock someone on facebook in hindi


Step 5 : Ab ek popup open hoga usme last me Confirm par click karen.


Upar diye gaye steps ko follow karne se aap jiska bhi account block karenge, wo aapke ki block list me chala jayega.

Kabhi aisa hota hai ki galti se ham kisi friend ko block kar dete hai ya phir kisi ko unblock karne ki jaroorat padti hai, to ab jante hai ki block kiye profile ko unblock kaise kare.

How To UnBlock Someones Facebook Account in Hindi


Step 1 : Sabse pahle apne browser me Facebook site open karen.

Step 2 : Ab upar main menu se Setting par click karen.

facebook par block kaise kare, facebook par unblock kaise kare, how block someone on facebook, how to unblock someone on facebook in hindi


Step 3 : Ab Left Side menu me Blocking par click karen.

facebook par block kaise kare, facebook par unblock kaise kare, how block someone on facebook, how to unblock someone on facebook in hindi


Step 4 : Ab aapke screen par Block Users Section me unlogon ki list hogi jinhe aapne block kiya hua hai.

facebook par block kaise kare, facebook par unblock kaise kare, how block someone on facebook, how to unblock someone on facebook in hindi


Step 5 : Next jisko unblock karna hai, uske side me UnBlock par click karen.

facebook par block kaise kare, facebook par unblock kaise kare, how block someone on facebook, how to unblock someone on facebook in hindi


Step 6 : Ab ek popup open hoga usme Confirm par click karen.


Facebook Par Kisi Bhi Account (ID) Ko Block And Unblock Kaise Kare is post ko pura padhne ke liye aap ka dhanyawad. Blogging, Seo, Make Money Online Ya Facebook se related koi bhi question aap comments me puch sakte hai. post important lage to share kar de.