x

फ्री ब्लॉग कैसे बनाये - ब्लॉग कैसे स्टार्ट करे पैसे कमाने के लिए

Free Blog Kaise Banaye ? How To Create Free Blog in Hindi - Agar aap kisi topic me expert hai aur aap online apne gyan ko online share karna chahte hai to aapko apna blog avashya banana chahiye. agar aap blogging me naye hai to aapko suruat free blog se karni chahiye. 

free blog banane ke online kai Platforms mojhud hai.lekin free blog banane ke liye blogspot sabse best Platform hai. duniya ke lagbhag sabhi blogger ne apne blogging ke suruat blogspot se hi ki hogi.to chalo jante hai free blogspot blog kaise banaye.

Blogspot Ke Bare Me Jankari :


Free Blogspot Blog Kaise Banaye Step By Step Jankari Hindi Me.
Free Blogspot Blog Kaise Banaye Step By Step Jankari Hindi Me.


Blogspot ek 100% free complete blogging platform hai jo google dwara sanchalit hai.Blogspot aapko free me blog start karne aur blog se paise kamane ki suvidha deta hai. Blogspot par aap photos aur video bhi share kar sakte ho.  



Also Read : Top 5 Free Most Popular Blogging Platform Ki Jankari Hindi Me


Free Blogspot Blog Banane Ke Liye Requirement :


1. Computer/Laptop Ya Mobile 
2. Internet Connection
3. Web Browser
4. Gmail (Google Account) 
5. Computer And Internet ki basic jankari.



Agar aapke pass Gmail Account nahi hai to aapko gmail account kaise banate hai is post se madad milegi.

Free blogspot blog banane ki step by step guide hindi me


Blogspot par apna free blog banane ke liye sabse pahele blogspot.com apne web browser me open karen. 

Create Your Blog Par Click Karen.


Ab Gmail emai id aur password enter karke sign in par click karen.

Ab Conform Your Profile Me Do Option Dikhai Denge. 
1. Google+ Profile Or 2.Blogger Profile.

Make Blogspot Blog With Google+ Profile
Make Blogspot Blog With Google+ Profile


Ab Create Google+ Profile Par Click Karen.

Google+ Profile Create Karne Ke Baad Continue To Blogger Par Click Karen.

Ab Create New Blog Par Click Karen.
Apne Blogspot Blog Ka Title Aur Address Pasand Karen.


Create New Blog Par Click Karne Par Apko 3 Option Dikhayi Denge.

Blogspot Blog Kaise Banaye Hindi Guide


1. Title : Aap Apne Blog Ko Kya Title Dena Chahte Hai Wo Type Karen. 
example : Pro Blog Hindi , Blogging Tutorials Hindi etc.

2. Address : Aap Apne Blog ko konsa address dena chahte hai wo type karen. 
example : probloghindi.blogspot.com, blogging-guide-hindi.blogspot.com etc.

3. Theme : Aap apne blog ke hisab se theme select karen. Agar aap article ke liye blog banana chahte hai to Simple, Awesome Inc ya Travel Theme select karen. agar aapka blog photo gallery type ka hai to Picture window Ya Dynamic View Theme Select Karen.

Ab Create Blog! Par Click Karen. 

Bas ho gaya aapka blog taiyar.

Blogspot Blog Deshborad Guide In Hindi


1. Blog ko Dekhne ke liye View Blog Par Click Karen.

2. Blog Par New Post Create ke liye New Post Par Click Karen.

3. Blog Par Sabhi Post Dekhne Ke Liye Posts Par Click Karen.

4. Blog Pe New Page Create Karne Ke Liye Ya Sabhi Pages Dekhne Ke Liye Pages Par Click Karen.

5. Blog Pe Widgets Set Karne Ke liye Layout Par Click Karen.

6. Blogspot Blog Ki Theme Change Karne Ke Liye Ya Theme Ko Customize Karne Ke Liye Theme Par Click Karen.
7. Blog Ko Apne Domain Se Connect Karne, Blog ki Privacy Setting , Post aur Comment Ki Setting, Language Aur Time Format Ki Settings, Search Engine Ki Setting, Google Analytics se connect karne ke liye Settings Par Click Karen.

8. Blog Ko Google Adsense Se Connect Karne Ke Liye Earnings Par Click Karen.
9. Blog Ko Google Adword Se Connect Karne Ke Liye Campaigns Par Click Karen.

Thanks For Reading Free Blogspot Blog Kaise Banaye Step By Step Jankari Hindi Me. Agar apko is post ki jankari acchi lagi to ise share karen aur koi sujav ho to comment karen.