x

Youtube से पैसे कैसे कमाए 2023 - Advance Instant Guide in Hindi

How To Earn Money From Youtube Full Guide in Hindi : Aaj ki date me sayad hi koi aisa hoga jo youtube ke bare me nahi janta hoga. har Internet user kuch naya learn karne ke liye, music aur funny videos dekhne ke liye aur kuch na kuch naya janne ke liye youtube ka karta hai.

youtube se paise kaise kamaye, how to make money from youtube in hindi, youtube channel se paise kaise kamaye


India me 2017 pahle youtube pe videos dekhne walon ki sankhya bahut kam thi, tabhi kuch gine chune indian youtube channel ke pass hi 1M subscriber the aur youtube se achcha paise kamate the. lekin 2017 ke baad internet ki speed aur cost kam hone ke karan, indian youtube channels ka bahut growth hua hai. 



Ab aap youtube pe dekhenge to kai channels hai, jinhone bahot kam samay me 1M subscriber complete kar liye hai aur youtube se bahut acha khasa paisa kama rahe hai.

In successful channels ko dekh kar indian me log in chizon ko search kar rahe hain :

1. Youtube se paise kaise kamaye

2. Youtube 1000 views pe kitna paisa deta hai.

3. Kya me youtube pe apna carrier bana sakta hun.

4. Mere pass channel hai to meri income kab start hogi.

5. Youtube par subscribe karne par kitne paise milte hai..

6. Youtube par successful banne ke liye konse topic par videos banaun.

etc..


Is post me ham aapke youtube par earnings ke sare doubt ko clear karne ki kosis karne ka prayas karenge. youtube se paise kamane ke liye aap ke pass kya kya hona chahiye, youtube se paisa kamane ke tarike, youtube se paise kamane ki step by step guide aur youtube par earnings se related kuch frequency asked question ke answer in chizon ko ham in post me detail me janenge.

Youtube Par Paise Kamane Ke Liye Aapke Pass Kya Kya Hona Chahiye


Koi bhi insan jab youtube se earnings ke bare me sochta hai, to pahla question uske man me ye aata hai ki mujhe youtube se paise kamane ke liye kon kon si chizon ki jaroorat padegi. to jante hai ki youtube pe channel create karne ke liye aapke pass kya hona chahiye.

Youtube par success pane ke liye mail 6 chizon ki bahot jarorat hai. sabse pahle uske bare me baat karenge. uske baad technically aapke pass kya kya hona chahiye uske bareme janenge.

1. Creativity : 

Youtube se paise kamane ke liye sabse important hai, creativity. aap kisi bhi topic par video banaye par agar aapke video me creativity nahi hogi to aap youtube se jyada viewer aur paise nahi bana sakte. 

Kai log sochte hai aur internet pe aaj kal kai aisi tricks dikhai ja rahi hai jinme aapko bataya ja raha ki aap in tricks ko use kar ke youtube se paise bahut sare paise kama sakte ho, jinme creativity ki koi jaroorat nahi hai. example ke tor pe fake news channal banana, kisi aur ke content ko smartly copy karna, fake view aur subscriber badhana etc.. 

Aap in sab chizon se sayad thode bahot paise bana bhi lo par aap long term ke liye youtube par nahi tik sakte ho. youtube par aapko agar carrier banana hai, to aap usi topic par apni creativity se videos banao jisme aapka knowledge ho, na ki kisi ko dekhkar ka faltu ki tricks ka use karke. 

2. Topic Ka Knowledge Aur Research Karne Ke Time :

Aap kisi bhi topic par videos banaye aap ko uska thoda bahot knowledge to hona jaroori hai. agar aapke pass knowledge nahi hai to aap research karke apne knowledge ko improve kar sakte ho.

Koi bhi aisa topic na chune jisme aapko research karne me maza na aye. kyunki agar aap kisi aur ko dekh kar aisa channel bana to lenge par jyada din tak tik nahi payenge.

3. Passion :

Aapka apne topic ke prati passionate hona, aapke youtube par safal hone ke safar ko asan kar deta hai. passion ke bina kiya gaya kam, na to jyada aapko pasand ayega na to aapke viewers ko.

So aap sabse pahle aap aise topic ko hi choose kare, jisme aapka passion sabse jyada ho. 
4. Positive Attitude : 

Attitude do tarah ke hote hai, ek negative aur dusra positive. negative attitude ka matlab starting se hi apne aapko bada youtuber maan lena aur apne viewers ke comments ka reply na karna ya dusre youtuber ki burai karna. and positive attitude wo hota hai jisme ye manna ki mein apne topic par sabse achche videos banana aur viewers ko sahi tarike se reply dena.

Kai logon me ya to jara bhi confidence nahi hota, ya phir itna over confidence aa jata hai jo na to life ke liye sahi hota hai aur nahi youtube channel ke liye.

So channel create karne se pahle positive attitude ke sath work start karen success to mil hi jayegi.

5. Regular Videos Post Karna :

Youtube pe successful banke, agar aap paise kamana chahte ho to aapke pass regular videos post karne ke liye time to nikalna hi padega. agar aap full time youtuber banna chahte hai to har roj ek new video post karne ki try karen. aur agar youtube ke sath aapki padhai aur job bhi hai to aap weak me kam se kam ek video to jaroor post karen.

Kai log saruat ke dinon me kam views ke naa ane ke karan niras jaldi ho jate hai, aur jab mood aye tabhi videos post karte hai. lekin isse hota ye hai ki na to unke views badhte hai aur purane subscribers bhi channel ko chhod deta hai. so niyamit banna bahot important hai.

6. Digital Marketing Ka Knowledge :

Friends, maine kai aise channel dekhe hai jo bahot samay se videos post kar rahe hai, par na to unke subscriber badh rahe hai aur na hi views. aur kai naye channels bahot kam samay me bahot grow kar lete hai.

Iske piche ki main wajah hai digital marketing ka sahi knowledge na hona. youtube par video upload karne par hi aapka kam khatam nahi ho jata. uske baad uska sahi promotion karna bhi bahot important hai.

Kai log sochte hai ki content achchha ho to viewer apne aap hi mil jayenge, ye baat aaj ke high competition daur me bilkul galat hai. aapka content good hai ki bad ye aap decide nahi kar sakte, wo aap ke viewers decide karenge jiska pata aapko comments me chal hi jayega.

Videos upload karne ke baad use sabhi social network par share karen. video ke promotion karne ke sabse best place me facebook groups ko manta hun, jo aapke topic se related hai. iske alawa kai naye aise chote mote social networking app hai, jispe aap apne videos ka promotion free me kar sakte hai. apne video ko upload karne ke baad itna faila do ko views badh sakte, aur aapke video ka view time aapka content kaisa hai wo bata dega.

Also Read : 24 बेस्ट घर बैठे ऑनलाइन जल्दी पैसे कमाने के आसान तरीके

Agar aap upar di gayi chizon ko follow karte ho aap apne youtube channel ko bahut kam samay me successful bana sakte ho. ab baat karte hai technically aapke pass kya kya hona chahiye youtube se paise kamane ke liye.


1. Smart Phone Ya Laptop/PC

Youtube par videos upload karne ke liye aapke pass koi bhi smart phone ya computer important hai.    

2. Good Camera ( For Create High Quality Videos )

Waise to aap apne mobile ke camara se bhi videos shoot kar sakte hai, lekin viewers HD video dekhna jyada pasand karte hai, to aap ek camara ka use kar sakte hai.

3. Good Voice Recorder ( For Create Clear Voice )

Voice ki quality clear hona bahot important hai, so youtube channel par videos upload karte samay is baat ka dhyan rakhe, kyunki kharab voice quality ki videos dekhna log jyada pasand nahi karte.

4. Good Video Editing Software ( For Edit Video Properly )

Aap koi bhi free ya paid software use kar sakte hai, youtube par videos ko edit karne ke liye. 

5. Youtube Channel 

Youtube par videos upload karne ke liye aapke pass ek youtube channel hona zaroori hai, agar aapne abhi tak channel create nahi kiya to aap Youtube Channel Kaise Banaye - How Create Youtube Channel in Hindi ya phir agar mobile se channel create karna chahte hai to Mobile Me Youtube Channel Kaise Banaye - Puri Jankari Hindi Me in tutorials ko padhke channel create kare.

Ab baat karte hai un sabhi tariko ke bare me jinse youtube par earnings hoti hai.

Youtube Se Paise Kaise Kamate Hai - Youtube Se Paisa Kamane Ke Best Tarike


1. Google Adsense : 


Youtube se paise kamane ke sabse best aur asan tarika hai google adsense ke ads se paisa kamana. youtube google ka hi ek product hai to aapko youtube ke andar hi adsense join karne ka option mil jata hai. youtube par adsense kaise enable kare aur adsense ke ads lagane ke liye minimum requirement kya hai uske bare me jante hai.

Youtube Par Adsense Enable Karne Ke Liye Basic Requirement :

Pahle google adsense youtube par enable karne ke liye aapke channel par 10,000 hone zaroori the, lekin ab youtube ne apne rules change kar diye hai.

1. Aapke channel par 1000 Subscriber hone chahiye,.

2. Aapke channel ka total view time 4,000 watch hours hona chahiye, jo pichle 12 months me complete hua hona chahiye.

Youtube channel ke liye adsense ki aur kya kya requirement hai, uske bare me detail me janne ke liye ye padhe -  YouTube Partner Program overview.

To ab jante hai ki youtube se adsense ke liye apply kaise karte hai.

Youtube Se Adsense Ke Liye Apply Kaise Kare :

Step 1 : Sabse pahle apne browser me Youtube  ki site open kare.

youtube se paise kaise kamaye, how to make money from youtube in hindi, youtube channel se paise kaise kamaye


Step 2 :  Ab apne profile picture wale icon par click kare.

youtube se paise kaise kamaye, how to make money from youtube in hindi, youtube channel se paise kaise kamaye


Step 3 : Ab Creator Studio par click kare.

youtube se paise kaise kamaye, how to make money from youtube in hindi, youtube channel se paise kaise kamaye


Step 4 : Creator Studio open hone ke baad Left Side Menu me Channel par click karen.

youtube se paise kaise kamaye, how to make money from youtube in hindi, youtube channel se paise kaise kamaye


Step 5 : Ab Monetization section me Enable par click karen.

youtube se paise kaise kamaye, how to make money from youtube in hindi, youtube channel se paise kaise kamaye


Step 6 : Ab Apply for monetization me Read and agree to the YouTube Partner Program terms me Start par click karen.

youtube se paise kaise kamaye, how to make money from youtube in hindi, youtube channel se paise kaise kamaye


Step 7 : Ab YouTube Partner Program Terms me sabhi Check box ko select karke I Accept par click karen.

youtube se paise kaise kamaye, how to make money from youtube in hindi, youtube channel se paise kaise kamaye


Step 8 : Ab Sign up for AdSense me Start par click karen.

youtube se paise kaise kamaye, how to make money from youtube in hindi, youtube channel se paise kaise kamaye


Step 9 : Ab Monetization ka message display hoga. unme Next par click karen.

youtube se paise kaise kamaye, how to make money from youtube in hindi, youtube channel se paise kaise kamaye


Step 10 : Ab Apni Country Select karen.

youtube se paise kaise kamaye, how to make money from youtube in hindi, youtube channel se paise kaise kamaye


youtube se paise kaise kamaye, how to make money from youtube in hindi, youtube channel se paise kaise kamaye


Step 11 : Ab Yes, I have read and accept the agreement. par select karke Create Account par click karen.

youtube se paise kaise kamaye, how to make money from youtube in hindi, youtube channel se paise kaise kamaye

youtube se paise kaise kamaye, how to make money from youtube in hindi, youtube channel se paise kaise kamaye


Step 12 : Ab Adsense me apni Payment Detail Section me sab fill up karke SUBMIT par click kare.

youtube se paise kaise kamaye, how to make money from youtube in hindi, youtube channel se paise kaise kamaye


Step 13 : Ab wapas youtube me aaye aur fir se creator studio open karen.aur left side menu me se Channel par click karen.

youtube se paise kaise kamaye, how to make money from youtube in hindi, youtube channel se paise kaise kamaye


Step 14 : Ab aapko Channel Section me Monetization ka option dikhega. us par click karen.

Step 15 : Agar aapne youtube ke adsense ads ke requirement ko complete kar liya hai to ab Creator Studio me Video Manager section me jakar Sabhi Videos ko select karke Monetize par click karen.

Step 16 : Ab Sabhi Ads Types ko select kar le.

youtube se paise kaise kamaye, how to make money from youtube in hindi, youtube channel se paise kaise kamaye


Step 17 : Ab Monetize With Adsense Par click karke Sabhi Ads Type ko select kar ke Save Changes par click kare.

youtube se paise kaise kamaye, how to make money from youtube in hindi, youtube channel se paise kaise kamaye


Adsense ka account Active hone par aapko mail milega, uske baad aapke channel par ads display hona start ho jayega. Adsense ki earnings dekhne ke liye aap Creator Studio me Analytics dekh sakte hai.

Youtube Se Good Earnings Karne Ke Liye Kya Karen Aur Kya Na Karen


1. Kabhi bhi apne videos par ane wale ads par click na karen, warna aapka adsense suspend ho jayega.

2. Kisi aur ka content use na karen aur agar karen to uski permission le ke karen.

3. Videos me Ads se jyada earning ke liye thoda bahot keyword research karke High CPC keywords ka use karen.

4. Apne hisab Ads display karne ke liye 10 minutes se jyada lambi video banane ka pryas karen.

Ab baat karte hai un tariko ki jinse aap adsense ke alawa bhi youtube se earnings kar sakte hai.

2. Affiliate Marketing :


Affiliate Marketing ke bare me agar aap detail me janna chahte hai to aap is post ko padhe - Affiliate Marketing Se Paise Kaise Kamaye Step By Step Guide.

YouTube par aap pane topic ke hisab se product ko sell kar sakte hai, uske liye aapko bas ek affiliate marketing network join karna hota hai. Affiliate Market Join karne ke baad aap jin jin products ko sell karna chahte hai, unki links create karke apne video ke description me add kar de.

Jab bhi aapki affiliate link se sell hogi to uska commission aapko mil jayega. agar aapka channel naya hai aur aapko adsense aapko nahi aproove ho raha to aap affiliate marketing try karke paise kama sakte ho.

3. Sponsor Ship : 


Aapne kai youtube videos me dekha hoga ki bade bade youtuber kisi product ko promote kar te hai. jaise ki kisi product ka review, aap ke bare me short review etc...

Youtube se sponsor ship pane ke liye aapke channel oar subscriber bahut jyada hone chahiye, jisse aapko sponsor ship asani se mil sake.

Sponsor Ship se paise kamana bahut behtreen tarika hai, lekin aap jis bhi product ka review kare. pahle uske bare me puri tarah se jaan le. kabhi bhi paiso ke chakkar me aise product ka good review na de jisse aapke channel ki image kharab ho.
  

4. Direct Local Advertiser :


Agar aapka channel aapke local area me bahot famous hai to aap direct advertiser ko find kar ke paise kama sakte ho. 

Direct Advertiser pane ke liye aap apne channel ke discription me apna contact info ke sath ye post kar de ki aap direct local advertise ko accept karte hai. 

5. Videos Ko Sell Karke : 


Agar aap apne channel alawa videos se paise banana chahte hai to aap aise logo ko find karen jo aapko videos create karne ke direct paise dete hai.

Aap aise company ya brands ko find karne ke liye kisi bhi freelancer site pe search kar sakte hai, wahan par aapko bahot sare log mil jayenge jinhe videos ki zaroorat ho aur badle me aapko achchha khasa payment de sakte.

Ab baat karte hai un question ki jo log aksar puchte rahte hai, youtube aur youtube ki kamai ke bare me.
  

Youtube Se Paise Kamane Se Related FAQ's in Hindi


1. Youtube Se Me Kitne Paise Kama Sakta Hun ?

Ans. YouTube se aap bahut paise kama sakte ho aur apni life set kar sakte ho. Youtube par adsense ads se kitni kamai hogi wo aapke content ke topic aur videos ko views kis country se mil rahe hai us par depend karta hai.

2. Youtube Se Income Kaise Hoti Hai ?

Ans : YouTube se income adsense, affiliate marketing, direct ads aur sponsor ship ads se hoti hai. main adsense ki baat karen to jab bhi aapke video ko koi view karega tab jo ads display hoti hai aur ads par click milti hai usse earning hoti hai.

3. Kya Me Apne Videos Me Songs Ya Music Add Kar Sakta Hun ?

Ans : Yes And No. Yes, Haan aap wo music ya songs use kar sakte ho, jinpe creative common ka licenses ho. No, Aap us music ya songs ko use nahi kar sakte jinpe kisi aur ka copyright ho. jaise ki bollywood songs. Agar aap copyright songs ko use karte hai to aapke video se jo kamai hogi wo us song ke sahi owner ke pass automatic chali jayega aur aapko copyright notice bhi mil jayega.

4. Youtube Se Hui Earnings Ke Reports Kaise Dekhen ?

Ans : Adsense se earning ke reports dekhne ke liye aap Youtube Me Creator Studio open karke Analytics Section me Revenue Section me dekh sakte hai. aur month ki 15 tarik ko kitni income hui hai uski report aap Adsense ki site par Payment Section me dekh sakte hai.

5. Youtube Se Hui Earnings Mujhe Kab Milegi ?

Ans : Adsense me 100$ complete hone ke baad aapko payment month ki 21 tarik ko send kar diya jayega. jo aapko agar ko chutti na hui to 23 ki dophar tak mil jayega.

6. Youtube India Me Payment Kaise Karte Hai ?

Ans : Youtube India me Direct Bank Acconut me transfer karke Payment karta hai.

7. Mein Youtube Pe Kitne Channel Chala Sakta Hun ?

Ans : Aap youtube pe jitne chaho utne channel bana sakte ho.

8. Youtube Ki Income Pe Kitna Income Tax Lagta Hai ?

Ans : Youtube se agar aap aapki income apki country ki ke income tex scale ke andar aati hai to aapko income tax pay karna nahi hota hai. aur agar aapki income usse jyada hai to aapko income tax pay karna padta hai. iske bare me adhik jankari ke liye aap kisi financial expert ki salah le. 

10. Youtube Par 1000 Views Pe Kitne Paise Milte Hai ?

Ans : Youtube par earning views ke hisab se nahi hoti, kai baar 1000 views se hame $1 se $5 tak mil jata hai to kai bar kuch nahi milta. youtube hamare kai view pe ads dikhata hai to kai bar nahi. so agar high earnings karna chahte hai to apne videos me sahi keywords ka use karo.

11. Kya Me Apne Mobile Se Youtube Channel Manage Kar Sakta Hun ?

Ans : Yes, Aap apne mobile phone me YouTube Studio App aur YouTube App se apna channel manage kar sakte ho.



12. Kya Me Youtube Ko As A Carrier Bana Sakta Hun ?

Ans : Yes, Bilkul. Agar aapke pass creativity hai aur video bana sakte ho to jaroor bana sakte ho.

13. Youtube Par Adsense Ke Ads Lagane Ki Requirement Kya Hai ?

Ans : YouTube par adsense ke naye rules ke hisab se 1000 Subscriber aur 4000 Hours ka Watch time hona jaroori hai.

14. Youtube Subscribe Karne Par Kitne Paise Deta Hai ?

Ans : $0, Youtube par subscribe karne ka koi paisa nahi milta. han lekin jaise aapke subscriber badhte hai waise aapko high paiying ads milna start ho jata hai. so subscriber is most important things in youtube.



Youtube Se Paise Kaise Kamaye - Advance Instant Guide in Hindi is article ko pura padhne ke liye aapka dhanyawad. agar aapka blogging, seo aur online kamai ke bare me koi doubt hai to aap niche comment me puch sakte hai. agar aap hamare blog ki sabhi latest post ke updates instant pana chahte hai to hamare blog ko email se subscribe karen aur hamare facebook page ko follow karen.