Blogspot Blog Me Static New Page Kaise Banaye - Full Guide in Hindi
How Create New Static Page On Blogger in Hindi : Apne blog pe kuch static page hona bahut important hai, jaise ki About Us page, Contact Us Page, Privacy Policy Page Aur Disclaimer Page. ye page aapko har page par dekhne ko milenge.
Is post me ham janenge ki blogspot blog par static page kaise create karte hai. aap bas kuch steps ko follow karke new static page create kar sakte hai.
Free Blog Kaise Banaye Step By Step Guide in Hindi ( Sirf 5 Minutes Me )
Blogspot पर Blog बनाने के बाद Basic Settings कैसे करे ? पूरी जानकारी हिन्दी मे
Blogspot Par First/New Post Kaise Create Kare - Full Tutorial in Hindi
Blogger Blog Par Page Create Karne Ki Puri Jankari
Step 1 : Sabse pahle blogspot ka dashboard open karen. dashboard open karne ke liye aapka google account login hona zaroori hai, agar login nahi hai to email id aur password enter karke sign in karen.
Step 2 : Ab Blogspot dashboard board me left site menu me Pages Par Click Karen.
Step 3 : Ab Create New Page par click karen. agar aap ke already dusre pages create kiye hue hai to aap upar options me New Page par click karen.
Step 4 : New Page par click karne par Page Editor Window open hoga. jisme aap page ka title, page ka text, images ya videos upload karna aur meta description write kar sakte hai.
Step 5 : Page ko create karne ke baad Publish par click karke aap page ko publish kar sakte hai. blogspot blog page ke permalink ko customize karne ka option nahi hai.to agar aap specific permalink set karna chahte hai to aap page ke title likh karke page publish kar ke set kar sakte hai. example agar aap permalink about-us set karna chahte hai, to aap page title me About Us likh kar publish kar de. phir page ko aur page title ko edit karne par permalink change nahi hoga.
Page create karne ke baad check kar le ki page sahi tarike create hua hai ki nahi.
SEO Kya Hai | Learn Complete Search Engine Optimization in Hindi
On Page SEO Kya Hai - 16 Best On-Page Seo Techniques in Hindi
Internet से पैसे कैसे कमाए Without Investment - 5 सबसे आसान तरीके
SEO Kya Hai | Learn Complete Search Engine Optimization in Hindi
On Page SEO Kya Hai - 16 Best On-Page Seo Techniques in Hindi
Internet से पैसे कैसे कमाए Without Investment - 5 सबसे आसान तरीके
Thanks For Reading Blogspot Blog Me Static New Page Kaise Banaye - Full Guide in Hindi. Blogging, SEO, Make Money Online Ke Bare New Post Padhne Ke Liye Aap Probloghindi Ke Update Check Karte Rahen. Hamare New Post Ki Jankari Jaldi Pane Ke Liye Aap Hamare Facebook Page Ko Like Kare Sakte Hain, Ya Phir Aap Blog Ko Email Se Subscribe Kar Sakte Hain.